Wednesday, 27 February 2013

Shairy Enjoy Today






 


                                           Like   And Comment 






Usko Chahaa To Izhaar Karna Na Ayaa

Kat Gyi Umar Humain Piyar Karna Na Aya

Usne Manga Bhi Agr To Judaai Mangi

Aur Hum Thay Keh Inkaar Karna Bhi Na Aya...!!!!!!


♥ANJAN♥


woh raaton ko jagna..
woh uski ek jhalak ko tarasna..
woh uski khushi mey khush hona..
uske dukh mey rona..
woh uske na hone par aankhon ka bhar aana..
uske aa jane par khil jana..
uske door se dekhne par muskurana.. woh uske paas se guzar janey par ghabrana..
woh choti choti baaton par roothna..
woh ek pal mey maan jana..
woh kisi or se baat karne par chirna..
woh ek hansi mey sab bhula dena..
woh usko chup chup kar dekhna..
woh nazro ke milte he unka jhukna..
woh bin bole har baat ka
samajhna..
woh jhoot muth ki takrar..
woh khamosh ikrar..
Isi ehsaas ka naam hai ...''Pyaar''... ♥






..dua..


♥ANJAN♥  

1 comment: